مزید سوالات پڑھیئے | | جامعہ تبلغ القرآن پشاور
Slide background


مزید سوالات پڑھیئے

آپ کے دینی مسائل اور ان کا شرعی حل


نئے سوال کیلئےیہاں کلک کریں۔

سوالات کے اقسام   


سوال کا عنوان: hayat and mamaat            سوال کی قسم:دیگر

raheel 2012-01-06


سوال: wht is hayat and mamaat,and who r right hayaties or mamaaties? ?
جواب: is maslay ke lie aap "hayat un nabi" mualana ataullah bandyalwe ki kitab ka mutalia fermai.

سوال کا عنوان: Nikah            سوال کی قسم:کفارہ

SU Shuaib 2011-12-11


سوال: Nafli roza ki halat mien agar Aurat Shohar ki ungly apni sharam gah mien dakhil karay aur Inzaal b ho jay to kya is ka Kaffara hay ya sirf Tauba,Astaghfaar,Maafi kaafi hay.Jnab jawab jald dijiye ga Jazak ALLAH ?
جواب: Sirf qaza hai. albatta is amal pr isteghfaar zaroor karay.

سوال کا عنوان: AOA            سوال کی قسم:دیگر

ahmed 2011-12-11


سوال: Bhai assalam o alaikum, mera nam ahmed hy or Islamabad ma aik university ma M.Phil kr rha hn or ma tableeghi jamat ma waqt lagata rehta hn or mere 4 mah bi lage hn, Bhai ma yh sawal apni zehni safai k liye pooch rha hn Ap muje bataye k Jamat e ishaat t ?
جواب: ager us sathi ne aisa kia ha. ho sakta hai wo na samaj ho. ishaat tauheeed wa sunnat ke baani maulana hussain ali or tableeghi jamat ke baani maulana ilyas to aik ustad ke shagerd thay.


پہلا صفحہ پچھلا صفحہ